Asli photos aur videos, seedhe hamare kaam se — koi stock image nahi.
Koi stock image nahi. Ye sab hamari team ke lagaye hue systems hain.
Hum aapki jagah dekh kar sahi setup aur pakka daam batayenge. Koi charge nahi.
Call karein: 63925 54283Azamgarh ke hamare customers ki raay.
"Pump lagwaya khet me — ab diesel ka jhanjhat khatam. Subsidy ka form bhi inhone hi bharwaya. Bahut badhiya kaam."
"Dukaan pe 3kW lagwaya. Pehle ₹2,800 bill aata tha, ab ₹300. Fitting ekdum safai se ki team ne."
"Ghar ke liye battery wala set liya. Raat me bhi sab chalta hai. Daam bhi sahi, baat bhi seedhi."
Saraihazi, Sonwara Mod, Rani ki Sarai, Azamgarh, Uttar Pradesh 276207